Meri Padosan
Jab
bhi mein khidki khooloon
woh
apni khidki mein ayee
mujhe
dekh ke woh sharmayee
hai...
woh meri padosan..
Ankh
se ankh milayeee
to
dil mera ghabrayee
shaam
ko muh se "good morning" nikal jaye
hai...
woh meri padosan..
Use
jo bhi dekhe
to
dekhta h jaye
itna
dekhe ke chashman lag jaye
hai..
woh meri padosan..
Balcony
ke neeche uski
ladke
line lagayee
ek
duje se bhid jayee
hai..
woh meri padosan..
Acche
bhale ko kangal kar jayee
dhoti
phad ke rumaal kar jayee
uske
jadoo se koi bach na payee
hai..
woh meri padosan..
Sabke
diloon mein woh ek aas si jagayee
hur
koi chahe "yeh meri girl friend bun jayee"
par
kisi ke haath na ayee
hai..
woh meri padosan..
Humne
bhi lakh koshish ki
ke
murgi kisi tarah phas jaye
par
woh jhanse mein na ayee
mujhko
ullu banayee
hai..
woh meri padosan..
Zindagi
chalti jayee..
abhi
bhi woh roz khidki pe ayee..
aake
waise hi muskurayee..
fark
sirf itna, ke mein raha kuwara
uski
ho gayi shadi..
kya
karooon hai.... woh meri padosan..
Us
besharam ko sharam phir bhi na ayee
mujhe
ab abhi woh tadpayee..
jale
hue zakhmoon pe namak chidak ke jayee..
apne
bacchoon se mujhe "mama" kehelwayee..
hai...
woh meri padosan..